Movie – Aradhana (1969)
Cast – Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Sujit Kumar, Farida Jalal
Director – Shakti Samanta
Music Director – S. D. Burman
Song – “Gunguna Rahe”
Singer – Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Lyrics – Sachin Bhowmick
gunguna rahe hain bhanwre
(the drones are humming in love…)
khil rahi hai kali kali
(and the flowers are glowing in the same…)
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
gali gali…
(they hum in every place…)
kali kali…
(and flowers turn coy…)
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
zara dekho sajan
(take a look my dear)
beimaan bhanwra
kaise muskaaye
(the drones passing their
sly smiles)
haaye
kali yun sharmaaye
(and the fowers turn coy)
ghoongat mein gori
jaise chhupp jaaye
(just like a girl
shyly pulls under a viel)
haaye
zara dekho sajan
beimaan bhanwra
kaise muskaaye
haaye
kali yun sharmaaye
ghoogat mein gori
jaise chhupp jaaye
rut aisi
(this new weather… )
haye kaisi
(what kind is it…)
ye pawan chali
gali gali…
(that the winds of love
blow everywhere…)
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
gali gali…
kali kali…
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
kisi ko kya kahein
(what shall one say to someone else)
hum dono bhi hain
dekho kuch khoye
(when us two are ourselves
lost in each other)
hoye
hua kya hoye oye
(don’t know what hapenned…)
jaage jiya mein
armaan soye soye
(that the dreams in slumber
woke up suddenly)
kisi ko kya kahein
hum dono bhi hain
dekho kuch khoye
hoye
hua kya hoye oye
jaage jiya mein
rmaan soye soye
rut aisi
haye kaisi
ye pawan chali
gali gali…
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
gali gali…
kali kali…
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
suno paas naa aao
(listen1 don’t come near me…)
kali ke bahane
pyaar na jatao
(to shower me with love
by calling me a flower…)
jaao
chalo baat na banao
(leave it, don;t make excuses…)
bhanwre ke bahane
aankh na ladao
(your eyes make love
by calling me a drone… )
suno paas naa aao
kali ke bahane
pyaar na jatao
jaao
chalo baat na banao
bhanwre ke bahane
aankh na ladao
rut aisi
haye kaisi
ye pawan chali
gali gali…
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
gali gali…
kali kali…
gunguna rahe hain bhanwre
khil rahi hai kali kali
gali gali…
kali kali…
gali gali…
kali kali…
{ 0 comments... read them below or add one }
Post a Comment