Rehnuma Song Lyrics from Blue


Lyrics of Rehnuma Song

Ho fida khatam fanaa meri chaahat mein tu
Jal zara haan pighal zara meri ulfat mein tu
Leher se yeh baahein zeher si nigaahein kaatil ada ..

Ho fida / main fida hua
Khatam fanaah / main fanaah hua
Meri chaahat mein tu / Meri chaahat mein
Jal zara haan pighal zara meri ulfat mein tu / main teri ulfat mein
Leher se yeh baahein zeher se nigaahein kaatil ada kaatil ada ..

Teri panaahon mein toh zindgaani Shayad milegi khud ko mitaake
Keemat hai teri wafaaon ki kya suno Maar de ya pyaar de jo bhi ho haasil
Na sahara na kinara kismat mein na koyi sahil
Rehnuma hai tera samandar
Meherbaan hai tera samandar
Kaarvan hai tera samandar
Humnava

Zulfon ki kaid mubaarak tujhe ho palakon mein so ja tu ghum bhoolaake
Aashiq aawara saans le zara khauf se ya shauk se naam le tu mera
Ho inaayat ya kayamat hak hoga bas uspar tera
Rehnuma hai tera samandar
Meherbaan hai tera samandar
Kaarvan hai tera samandar
Humnava
Rehnuma hai tera samandar
Meherbaan hai tera samandar
Kaarvan hai tera samandar
Humnava ..

{ 0 comments... read them below or add one }

Post a Comment

mediabar